We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Karachi 1986 (Volume 2)

by Baig

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $9.99 USD  or more

     

  • Compact Disc (CD) + Digital Album

    - Baig - Karachi 1986 (Volume 2) - CD Physical
    - Item ships in 1-2 weeks, please allow time for processing and additional time for shipping & handling
    - Physical CD is wrapped and sealed in plastic for protection.

    Includes unlimited streaming of Karachi 1986 (Volume 2) via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    ships out within 12 days
    Purchasable with gift card

      $9.99 USD

     

  • Record/Vinyl + Digital Album

    - Baig - Karachi 1986 (Volume 2) - 12" Vinyl
    - Item ships in 1-2 weeks, please allow time for processing and additional time for shipping & handling
    - Vinyl Record is wrapped plastic cover for protection.

    Includes unlimited streaming of Karachi 1986 (Volume 2) via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    ships out within 12 days
    Purchasable with gift card

      $39.99 USD or more 

     

  • T-Shirt/Shirt + Digital Album

    - Baig - Karachi 1986 (Volume 2) - T-Shirt (Black)
    - Bella + Canvas 3001 - Unisex T-shirt
    - DTG printing
    - Available sizes: S M L XL 2XL
    - Item ships in 1-2 weeks, please allow time for processing and additional time for shipping & handling

    Includes unlimited streaming of Karachi 1986 (Volume 2) via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    ships out within 12 days
    Purchasable with gift card

      $24.99 USD or more 

     

  • Cassette + Digital Album

    - Karachi 1986 (Volume 2) - Limited Edition Cassette
    - Colours available: Black or Blue
    - Normal-bias cassette tape with variant covers
    - Includes the bonus track 'Pakistan National Anthem Synth Cover (Instrumental)'
    - Only 10 copies available!
    - Item ships in 1-2 weeks, please allow time for processing and additional time for shipping & handling

    Includes unlimited streaming of Karachi 1986 (Volume 2) via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    ships out within 12 days
    edition of 10  8 remaining
    Purchasable with gift card

      $15 USD or more 

     

1.
Meri Zindagi 04:02
Meri zindagi guzarti Guzarti jaaye Magar tu naa aaye Dil kay saahilon mein doob kar Naam pukaarain Tera naam pukaarain Dil mein teri yaadien Teri yaadein sambhaal kar Kar loon safar In lehron par Woh lamhay Waapis woh lamhay Kaisay lay aaon Mein kaisay lay aaon Mila eik dard jo hum nay kabhi na batayaa Kabhi na dikhaaya Humaray zakhmon say niklay Dariya phool kay Samandar phool kay Dil mein teri yaadien Teri yaadein sambhaal kar Kar loon safar In lehron par Woh lamhay Waapis woh lamhay Kaisay lay aaon Mein kaisay lay aaon Meri zindagi guzarti Guzarti jaaye Magar tu naa aaye Dil kay saahilon mein doob kar Naam pukaarain Tera naam pukaarain
2.
Barish Giray 03:46
Jab barish giray zameen par Chehray par Barsaaton mein woh aankhein rahein Pas har samaay Aur sirf baarish giray meray dilbar Jaanum hum bhi yahaan Sub mushkilain alag kar kay Jaanum hum bhi yahaan Sub manzilain par kar kay Jab barish giray zameen par Hum hee par Barsaaton mein woh aankhein rahein Pas har samaay Aur sirf baarish giray meray dilbar Jaanum hum bhi yahaan Sub mushkilain alag kar kay Jaanum hum bhi yahaan Sub manzilain par kar kay Jab barish giray meray dilbar Jab barish giray zameen par Jab barish giray meray dilbar
3.
Pohoncha Day 04:19
Phoncha day meray is dil ko Teri nazron kay kareeb Khwabon mein woh har dam rahay Meri yaadon mein bhi woh hi Aankhein teri thin Meray dil nashiin Baatein teri thin O aashikee Intizaar aap ka yahaan hai Intizaar aap ka yahaan hai Sadiyan jo beet gayin Tujhay kabhi bhoolaa nahin Lamhay jo guzar gaye Teri aarzo mein kahin Tujhay kabhi bhoola nahin Aankhein teri thin Meray dil nashiin Baatein teri thin O aashikee Intizaar aap ka yahaan hai Intizaar aap ka yahaan hai Intizaar aap ka yahaan hai Intizaar aap ka yahaan hai Intizaar aap ka yahaan hai Intizaar aap ka yahaan hai Phoncha day meray is dil ko Teri nazron kay kareeb Phoncha day meray is dil ko Teri nazron kay kareeb Phoncha day meray is dil ko Teri nazron kay kareeb Phoncha day meray is dil ko Teri nazron kay kareeb
4.
Tum aaj aisi jo Hanstay huwe muskuraanay lagi Mujh pay Kis liye Bahaaron ka ruup lay tu Nigahon mein ban kay Meray haath phail jaayain In baarishon mein Tum aaj aisi jo Hanstay huwe muskuraanay lagi Mujh pay Kis liye Bahaaron ka ruup lay tu Nigahon mein ban kay Meray haath phail jaayain In baarishon mein Tum aaj aisi jo Hanstay huwe muskuraanay lagi Mujh pay Kis liye Bahaaron ka ruup lay tu Nigahon mein ban kay Meray haath phail jaayain In baarishon mein
5.
Raat jaisay pheli Tera hi naam Honton pay aye Yeh bhi jo hai aashiki Teray eik peghaam Ka intizaar rahay Baar baar dil mera eik hi naam pukaray Baar baar naam tera dil ki dharkanon mein Baar baar dil mera eik hi naam pukaray Baar baar naam tera dil ki dharkanon mein Ho tum jo haseen Magar nahin hausla Kahoon ye kaisay tujhay? Ayay ye neend na kisi tarhaan Jab say hum deewanay ho gaye Baar baar dil mera eik hi naam pukaray Baar baar naam tera dil ki dharkanon mein Baar baar dil mera eik hi naam pukaray Baar baar naam tera dil ki dharkanon mein Baar baar dil mera eik hi naam pukaray Baar baar naam tera dil ki dharkanon mein Baar baar dil mera eik hi naam pukaray Baar baar naam tera dil ki dharkanon mein
6.
Laitay huwe raat bhar Tera hi mein nay socha Sitaron say mein poochta raha Kyon tum phir kabhi na ayay nazr? Laitay huwe raat bhar Dil mein eik khwaab tera Deewanay thay hum dono sanam Ansoo reh gaye sirf meray magar Teri yaadon mein Teri yaadon mein Meri yaadon mein tu Teri yaadon mein Teri yaadon mein Meri yaadon mein tu Laitay huwe raat bhar Tera hi mein nay socha Sitaron say mein poochta raha Kyon tum phir kabhi na ayay nazr? Laitay huwe raat bhar Dil mein eik khwaab tera Deewanay thay hum dono sanam Ansoo reh gaye sirf meray magar Teri yaadon mein Teri yaadon mein Meri yaadon mein tu Teri yaadon mein Teri yaadon mein Meri yaadon mein tu Laitay huwe raat bhar Tera hi mein nay socha Sitaron say mein poochta raha Kyon tum phir kabhi na ayay nazr?
7.
Batao na mujhay Kar diya kya mehnay Kyon ho gaye alag mujh say Dil mein tera naam lay lay kar kaisay hoga sahaara Meray gham khatum na huway Jo ho gaye alag tujh say Pyaar jo kiya tha Hum nay kiya sajaniya re Door huwe be-intihaa Kaisay kiya sajaniya re Tu na jaanay Ye kaisi sazaa Jo ho gaye alag tujh say Batao na mujhay Kar diya kya mehnay Bichar kay adhooray reh gaye Dil mein tera naam lay lay kar kaisay hoga sahaara Meray ghum khatum na huway Jo ho gaye alag tujh say Pyaar jo kiya tha Hum nay kiya sajaniya re Door huwe be-intihaa Kaisay kiya sajaniya re Tu na jaanay Ye kaisi sazaa Jo ho gaye alag tujh say
8.
Khayaalon mein rahay tu Dil nay kiya intizaar Likhay huwe waadon mein Tera eik pyaar Barishon mein Barishon mein bhi hum kuch keh na sakay meri jaan Jo meray dil mein tha Jo tu nay kaha Woh pal jo teray saath thay Jaanay kyon guzar hi gayay Zindagi kay kis morh pay Juda ho gaye thay hum Eik dard hum nay saha Magar woh yaadein Meray dil mein reh jayain Na jaanay kaisay Teray bina kaisay rahoon Dhoond hi raha tha Manzilon pe Koi aur rastaa Barishon mein Baarishon mein bhi hum kuch keh na sakay meri jaan Jo meray dil mein tha Jo tu nay kaha Woh pal jo teray saath thay Jaanay kyon guzar hi gayay Zindagi kay kis morh pay Juda ho gaye thay hum Eik dard hum nay saha Magar woh yaadein Meray dil mein reh jayain Na jaanay kaisay
9.
Woh Kaun Thi 03:00
Woh kaun thi jo meray har dam paas rehti thi dil mein Honton nay ki na baat aur nigahein khamoshi say dhoondti rahin Un khwabon mein hum bhaag rahay Jin manzilon ki talaash mein thi woh aankhein Meray sanam ki Kabhi na pakar paaon Usay kabhi na pakar paaon Woh kaun thi jo meray har dam paas rehti thi dil mein Honton nay ki na baat aur nigahein khamoshi say dhoondti rahin Un khwabon mein hum bhaag rahay Jin manzilon ki talaash mein thi woh aankhein Meray sanam ki Kabhi na pakar paaon Usay kabhi na pakar paaon Un khwabon mein hum bhaag rahay Jin manzilon ki talaash mein thi woh aankhein Meray sanam ki Kabhi na pakar paaon Usay kabhi na pakar paaon
10.
Eik meri zindagi mein thi Dil churaanay waali Pyaar se kahani bhari re Kabhi yaadien us ki Akaylee raaton mein Nindiya churaai meri re Sadiyan jo gayin Magar naam hum bhoolay na Pyaar na milay jaisay tere meray paas tha dilbar Dobara pyaar na milay jaisay tere meray paas tha dilbar Eik meri zindagi mein thi Dil churaanay waali Pyaar se kahani bhari re Kabhi yaadien us ki Akaylee raaton mein Nindiya churaai meri re Sadiyan jo gayin Magar naam hum bhoolay na Pyaar na milay jaisay tere meray paas tha dilbar Dobara pyaar na milay jaisay tere meray paas tha dilbar Yaadein Yaadein Yaadein Yaadein

about

Baig makes his return under the neon lights and glowing gridlines to deliver a powerful new synthwave project. A rollercoaster of pulsating synths and explosive blockbuster drums bring about a wave of 80's nostalgia that showcases his evolution as a synthwave artist. Baig's songs reflect on his past, ruing about a lost love, while also inspiring hope for a better future.

credits

released September 30, 2022

All songs arranged, composed and produced by BAIG

BAIG is:
- ALI AMINUDDIN: LEAD VOCALS, INSTRUMENTS

Ali Aminuddin plays a ROLAND JUNO-106 and YAMAHA DX7.

THANK YOU TO MY FAMILY AND FRIENDS - THIS ALBUM WOULD NOT HAVE BEEN POSSIBLE WITHOUT YOUR SUPPORT.
THE ALBUM IS DEDICATED TO THE MEMORY OF MY FATHER, ANJUM AMIN, WHO PASSED AWAY IN APRIL OF 2022.

All lyrics by Ali Aminuddin.

Recorded at Ali’s Apartment/Studio in Edmonton, Alberta, Canada.

Recording, Mixing and Mastering Engineer: Ali Aminuddin

Cover Design by Baig

Logo Design by @graphicmercenary

license

all rights reserved

tags

about

Baig

Baig is a project created by Ali Aminuddin (a self taught Pakistani-Canadian underground music artist/ producer)

contact / help

Contact Baig

Streaming and
Download help

Shipping and returns

Report this album or account

If you like Baig, you may also like: